Upyog ke niyam
Portal ka upyog sirf kanooni kaam ke liye karein. Nakli ya kisi aur ke document ko bina ijazat print karna mana hai.
Account ki zimmedari
Account aur password ki suraksha aapki zimmedari hai. Account se hui har gatividhi aapki maani jayegi.
Wallet aur plan
Wallet recharge aur plan activation ke niyam dashboard me diye gaye hain. Offer aur bonus samay samay par badal sakte hain.
Service ki uplabdhta
Sudhaar ya kisi bahari karan se koi service kuch samay ke liye band ho sakti hai. Tab uska status Not Working dikhaya jata hai.
Badlav
Hum ye sharten samay samay par badal sakte hain. Badlav ke baad portal ka upyog naye niyam maanna hoga.
Last updated: 31 October 2026